Blog Post Search Engine Me Jaldi Kaise Layein

Hello friends blogging me success pane ka sabse bada karan search engine hai aapka post jitna jayada optimized hoga utna jaldi vo search engine me show karega. Lekin agar aapko koi special occasion ke liye post likha hai For Ex- Agar aapne valentine's day ke uppar post likha hai aur agar aap chahte hain ki vo post search engine me aa jaye. Iske liye aapko me aaj aisa tarika bataunga jisse aapka post jaldi google search engine me show karne lagega.Website(blog) kaise banate hain
Sabse pehle Iske liye aapko google search console me apna blog submit karna hoga. Agar aapne already blog google search console me submit kar diya hai to aap niche diye gaye steps follow karke apna blog post jaldi google search me la sakte hain. Google Search Console Me Blog Kaise Add Karein

Blog Post Search Engine Me Jaldi Kaise Layein

Step 1# Sabse pehle Google Search Console ki site me jayein aur apne account me sign in kijiye.
Step 2# Ab aapke screen me google search console ka dashboard open ho gaya hoga. Usme aapko Crawl>>Fetch as google ka option dikh raha hoga usme click kijiye. Site Map kaise banate hain

Step 3# Ab aapke screen me ek nayi window khulegi usme aapko aapke blog ka url dikh raha hoga aur uske just right side me aapko ek box hoga usme aapko apne post ka url daalna hai jisse aap google search me jaldi lana chahte hain.

Blog Post Search Engine Me Jaldi Kaise Layein

On Page & Off Page SEO Se Blog Ki Traffic Kaise Badhayein
Blog me Alexa ranking widget kaise add karein

Note - Jab bhi aap koi url dalin apne post ka to usme se blog ka url hata dein kyunki vo pehle se hai For Ex - www.abc.com

Step 4# Box me blog post ka url daalne ke baad aapko Fetch ka option show kar rha hoga usme click kijiye. Ab aapke post ka url list me add ho jayega. Uske baad aapko submit to index me click karna hoga.

Hostgator Affiliate Program se Paisa kaise kamyein
Blog ke footer me pages kaise add karein

Submit to index me click karne ke baad aapke screen me k pop up window khulega usme aapko Crawl this URL me click karna hai aur go ke option me click karna hai.
Ab aapka post kuch ghanto me hi google search me show karne lagega.

Blog Post Jaldi Search Me Na Aane Ke Karan :

1# Post me SEO optimization na karna
2#  Regular post share na karna.
3# Copy Content post karna
4# Post me Keyword ka use na karna.
5# Slow Loading Template
6# Post me words ka kam hona.
7# Post me Label ka use na hona
Blogger me template kaise change karein 
Ye saare main kaaran hain jinke wajha se google search engine aapke post ko shayad index na kare. Agar aap effectively ye saare chij follow karenge to automatically aapke post google search me jaldi show honge. Google Search Engine me post index jaldi hone ka sabse bada kaaran hai SEO optrimization. Jitna jayada aapka site optimized rahega aapke post utne jaldi search engine me show hona shuru ho jayenge. Isliye agar aapko apne post search me jaldi laana hai to SEO me pura concentrate kijiye.

Uppar diye gaye tips follow karke aap easily apna post google search me laa sakte hain. Maximum 5 - 10 min lagenge aapke post google search me easily show hone lagenge. Aur puri mehnat ke saath blogging kijiye aapke post google search me aane lagenge.
Agar aapko koi bhi problem aa rahi hai to aap mujhse coment karke puch sakte hain. Aur sath sath post sahre karna na bhoolein..

Thank you !!

4 comments:

  1. Most valuable content on your blog. I am really very big follower of your blog after reading your blog. This is first time when I visited your blog. I am beginner as a blogger and this is my blog - www.sadupayog.blogspot
    I wanted to add a Facebook-Twitter sharing button floating widget in my blog. So please please suggest me how can I add this social sharing button floating widget like you.
    I am waiting for your blog Thank You.

    ReplyDelete
    Replies
    1. You can search it on google there are many types of social sharing buttons are available on it..

      Delete
  2. this is really most searchable thing. everyone want to come fast and fast in google or other search engines.
    Thankyou

    my Blog : DBInfoweb.Com

    ReplyDelete
  3. Right amit.. and thanks for the comment..

    ReplyDelete

Popular Posts

Alexa Rank

Join with Us